Arz Kiya hai......

Read in sarforsh style....


*Shayari from boss...*

Arz kiya hai..............

Transactions hote hain, Errors ka sama hota hai.
Aise mausam mein hi to PERFORMANCE jawan hota hai.
Dil ki khunnas BOSS jabaan se nahi kehte.
Ye fasana to appraisal mein bayan hota hai.


(wah wah ... wah wah)

*Reply of the employee...*

Arz kiya hai..

Promotion hote hain, Dissappointment ka sama hota hai.
Aise mausam mein hi to Attrition jawan hota hai.
Dil ki khunnas HUM jabaan se nahi kehte.
Ye fasana to papers dalke bayan hota hai.


(wah wah ... wah wah)

Comments